hizar ki aag mein sulgo to bura lagta hai
tum mere deedaar ko tarso to bura lagta hai
tamanna hai fakat mujhpe meherbaan raho
tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai
meri rooh tarasti hai tere khwaabon ko
tum kahin aur mehko to bura lagta haia
arzoo hai ke tumse dilse dosti ka haath milaaun
tum meri dosti ko nakaaro to bura lagta hai
Teri chahto me humne… Khud ko bhee mita diya..
Sabse chupa ke teri yaado ko, Apne khwabo me chupa liya…
Par yaad na karege naa tujhko… ye zidd hai hamari…
Tabhi to dekho humne… neendo ko dushman bana liya..
Ye Azeeb ishq ke khel hai jaha lazzato me kami nahi…
Kabhi tune mujhko hansa diya.. kabhi maine tujhko rula diya..
Tu nahi naseeb me hamre… Teri aarzoo bhee kabhi kiya nahi..
Kabhi yaad humko aayi tu.. to SHER humne ek bana liya..
***
Sabse chupa ke teri yaado ko, Apne khwabo me chupa liya…
Par yaad na karege naa tujhko… ye zidd hai hamari…
Tabhi to dekho humne… neendo ko dushman bana liya..
Ye Azeeb ishq ke khel hai jaha lazzato me kami nahi…
Kabhi tune mujhko hansa diya.. kabhi maine tujhko rula diya..
Tu nahi naseeb me hamre… Teri aarzoo bhee kabhi kiya nahi..
Kabhi yaad humko aayi tu.. to SHER humne ek bana liya..
***
Koi Aarzoo Nahi Hai Koi Justju Nahi Hai
Tera Gam Rahe Salamat Mere Dil Men Lya Nahi Hai
Tu Bachaye Lakh Daman Mera Phir Bhi Hai Ye Dawa
Tu Bachaye Lakh Daman Mera Phir Bhi Hai Ye Dawa
Tere Dil Men Main Hi Main Hun Koi Doosra Nahi Hai
Tumhe Keh Diya Sitamgar Ye Kasoor Tha Zaban Ka
Tumhe Keh Diya Sitamgar Ye Kasoor Tha Zaban Ka
Mujhe Tum Maf Kardo Mera Dil Bura Nahi Hai
Mujhe Dost Kehne Wale Zara Dosti Nibhale
Mujhe Dost Kehne Wale Zara Dosti Nibhale
Ye Mutabla Hai Haq Ka Koi Iltija Nahi Hai
Meri Aankh Ne Tujhe Ba Khuda Mujhsa Paya
Meri Aankh Ne Tujhe Ba Khuda Mujhsa Paya
Main Samajh Raha Tha Mujhsa Koi Doosra Nahi Hai
***
Ye itna dard ka ehshaas kyo ho raha hai.
***
Ye itna dard ka ehshaas kyo ho raha hai.
apne zakhmo ko mai see raha hoo sayad.
Aankho me mere samandar rehta tha.
Us Samandar ko khud hee pee raha hoo sayad.
Abhi abhi maine ek dhadkan ki aawaz suni hai.
Zinda hoo mai, jee raha hoo sayad.
Aisa nahi ki wo bhula dege humko.
mai hee hoo jo jyada ummeed kar raha hoo sayad.
Wo ye bhee kehte the, ki humse bicahad ke wo mar jayege.
Mai hee bewafa hoo jo abhi tak jee raha hoo sayad.
***
Na Khawabon Main Dekha, Na Nazaron Main Dekha,
***
Na Khawabon Main Dekha, Na Nazaron Main Dekha,
Hazaron Main Hum Nay Ek Tum Hi Ko Dekha
Ghum Denay Walay Tu Har Pal Hai Yahan,
Har Pal Khushi Denay Walon Main, Ek Aap Ko Hi Dekha.
Haqiqat Mohabbat Ki Judaai Hoti Hai,
Kabhi Kabhi Pyar Main Bewafai Hoti Hai,
Humari Taraf Haath Badhaa Kar Toh Dekh,
Dosti Main Kitni Sachhai Hoti Hai
Dil Hi Dil Main Hum Un Say Pyaar Kartay Hain,
Chup-Chap Unki Mahobbat Ka Intezaar Kartay Hain
Jin Rahoon Par Un Ka Chalna Mushkil Hai,
Un Hi Rahoon Pay Hum Un Ka Intezaar Kartay Hain
Aankhon Main Aanso Aa Jatay Hain
Phir Bhi Labon Pay Hansi Rakhni Padhti Hai,
Yeh Mohabbat Bhi Kya Cheez Hai Yaaro
Jisay Chahatay Hain Usi Say Chupani Parti Hai
Roshni se humain apne dil ko jalana para
Dard seh kar bhi humain muskurana para
Aap log sada haste rahe
Is liye hame aasuwo ko chipana para.
Gum ki aahat bhi na aaye tere dar par
pyar ka samunder ka tu bhi ek kinara ho
kabhi bhool se jo tapke teri aankh se moti
thame wohi jo tujhe sab se pyara ho
Bhulana tumhe na asaan hoga
Jo bhule tumhe wo nadan hoga
aap to baste ho ruh me hamari,
bas aap hame na bhulana ye aapka ehsaan hoga
Mohabbat Ka Imtihaan Aasan Nahi
Pyaar Sirf Paaney ka Naam Nahi
Muddatein Beeth Jaati Hai Kissi Ke Intezaar Mein
Yeh Sirf Pal Do Pal ka Kaam Nahin.
***
Mohabbaton me Zarasi kasak zaroori Hai
Shikayatonke gulonki Mahek Zarooree Hai
Koi sawal Karoon Main Tumse to Naaraz mat hona
Kyon ki Sachche Pyar me thoda sa shak zarooree hai
***
Nadaani mein hum kisse apna samajh beithe
jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe
dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye
jisse hum apna humsafar samajh beithe
***
Raha jo dil mein dhadkan ban ke
bichda mujhse vo bewafa ban ke
na ummid rahi jeene ki ab ae dosto
mili hamein dava bhi ek sazaa ban ke
***
Ab to gham sehne ki aadat si hogayi hai
raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai
tu Bewafa hai....khel mere dil se ji bhar ke
hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai
***
Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
***
kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
kaash ye khamosi sab kuch keh jati
kaash kismat tumne likhi hoti
to shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jati
***
Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte
***
Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte
Bewafai wo bhi nahi kerte, bewafai hum bhi nahi kerte
UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai
UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai
gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte
Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai
Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai
ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte
Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se
Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se
suna wo bhi nahi kerte, kaha hum bhi nahi kerte
Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain
Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain
raha wo bhi nahi kerte, raha hum bhi nahi kerte.
***
chand adhora hy sitaroo k bina, Gulshan adhoura hy baharo k bina,
***
chand adhora hy sitaroo k bina, Gulshan adhoura hy baharo k bina,
samander adhora hy kinaro k bina, jeena adhoura hy aap jese yaaro k bina.
***
Wo chand hia mager app se piyara to nahi
Dost ka Dost k Bina Guzara to nahi
Maray Dil ne suni hai aik meethi see awaz
Kahin app ne humain pukara to nahi
***
If the day comes when i die, and go up in the sky,
as i am there so far, I'll write ur name, on every star,
so you look up and see how much u r really mean to me.
***
Dil torna hamari adat nahi.
Dil ham kisi ka dhukhate nahi.
Bharosa rakhna hamari dosti pe,
Dosti karke ham kisi ko bhulate nahi.
***
D.O.S.T.I.D-
Dastak bhi na de
O- or apna bana le
S- sari zindagi jo sath de
T- taqdeer jo savar de
I- isi rishte ko kahtehain DOSTI
***
Zindagi mein 4 cheezein kabhi b a sakti hain,
KHUSHI, GHAM, PAISA aur
meri pyaari si YAAD, kyon ayee na???
***
Dictionary is the only place where death comes b4 life,
success b4 work, divorce b4 marriage,
but a best part is frnds come b4 love
so remember the frnds always
***
Dosti se bari koi jageer nahi,
isse achchi koi tasvir nahi,
ye to ek nazuk vishwas ka dhaga hai DOST,
phir bhi isse pakki koi Zanzeer nahi
***
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,
har dil me chupa ek ehsas hai.
aapse dosti yun hi to nahi ki hamne,
kya karein hamari pasand hi kuch KHAAS hai.
***
jee kar raha hai ki aaj tumhe kaheen kone me leja kar
akele me apne honthon se ek
K
KI
KISS
KISSA
sunaoon
***
Apni Naino ka Koi dost aisa Banaya jaye
jis kay aansoon ko palkoon main chupaya
***
ek nayi shikayat hai aapse, kya jaane kaisi chahat hai aapse,
dost to bahot hain kahne ko, lekin dil ko na jane kaisi rahat hai aapse
***
Things will change frm classroom 2 office,
buks 2 files, jeans 2 formals,
pocket money to salary, girl frnd 2 wife..
wat will not change is FRIENDS
and let it not change FOREVER
***
Dil mein basi hai dosti teri, aankhon me basi hai tasveer teri,
jab bhi yad ati hai teri ham dekhte huin Tom & Jerry
No comments:
Post a Comment